Allah gives us many oppurtunities to earn a lot of NEKIYAN by short AMAL.....
Sab se pehli baat to yehi hai that we should start our work with BISMILLAH. Jo bhi kaam BISMILLAH se start kia jata hai uski Barkat he alag hoti hai.. If we noticed in our daily routine we well find many ways like when we start talking to anyone, we shoul pay SALAM. Isi trah jab hum calls ya messages me kisi se bhi bat start karen to HELLO kay bajae ASSALAM O ALIKUM karna chaye is chotay se amal ka behad sawab hai and in the end of talking & meeting tata, bye bye etc k bajae, ALLAH HAFIZ or FI AMAAN ALLAH keh kar aik dosray ko dua deni chaye.
Aik or bat jo aksar dekhne me ati hai wo hai Thankyou. Jab bhi koi hamen kch favor deta hai to hum foran shukriya ada karte hain which is very good but if we use JAZAK ALLAH instead of Thankyou then it will be excellant. Musalman hone kay natay hamen is trah ki baton ka dhiyan rakhna chaye kyun kay dekhne me to ye boht he mamooly si baten hain mgr in he mamooly baton ka khayal rakhte hue hum boht sawab kama sakte hain.....
Think about it, it is not difficult to follow...

hmmmm.. agreeeee..
ReplyDeletehmmmm :)
Deletebohat thik kaha hay agr hum musalman ispe amal karlen to bohat kch bhetr ho sakta hay
Deleteji thik kaha :)
Deletenice warda
ReplyDeletethanx ji :)
Deletehmmmm good...lakeen urdu likhtay huay zara angrezi se parhaiz kijye :P
ReplyDeletekyun???? kia mana kiya tha mam ne???
DeleteqAtRA QaTRA hI dAryA bAntA hE .. niCe 1 WArdA
ReplyDeletethanx sparky :)
Deletehmm acha hai
ReplyDeletebt nekiyon ki tadad ki maloomat bhi sath hoti to it will become more affective
han hajra ye to thik kaha tmne....
Deletenyc warda
ReplyDelete